03/02/2026
Shab-e-Barat Mubarak ✨
Is barkat wali raat par apni ibadat aur mehfil ko lazeez khanon ke saath mukammal banayein.
Aiman Catering Service aap ke liye pesh karta hai behtareen zaiqa aur be-misal quality.
Duaon ki is raat mein khana baant kar barkat hasil karein 🤍
Aiman Catering — har mauqa khaas banane ke liye.
📞 Orders open