30/07/2026
🎓 Aaj ki Choti Si Kahani
Ek gareeb larka roz school paidal jata tha. Ek din kisi ne us se poocha:
"Itni mehnat kyun karte ho?"
Us ne muskura kar jawab diya:
"Aaj main kitaben utha raha hoon, taake kal meri family ko bojh na uthana pade." 📚
💡 Seekh: Taleem woh daulat hai jo koi chura nahi sakta. Aaj ka ek ghanta padhai ka, kal ki zindagi badal sakta hai.
❤️ Agar aap bhi taleem ki ahmiyat par yaqeen rakhte hain, to is post ko Like, Share aur Follow zaroor karein.