cute_boy_and

cute_boy_and mohan kumarFonts ����✞︎✞︎༒︎༒︎ᴄᴜᴛᴇ ʙᴏʏ

19/04/2025
Overthinking 🥺🥲💔Phirta rahoon dar-ba-darMilta nahin tera nishaanHoke juda kab main jiya?Tu hai kahaan, main kahaanTeri y...
12/01/2025

Overthinking 🥺🥲💔

Phirta rahoon dar-ba-dar
Milta nahin tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahaan, main kahaan

Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dansti hain tanhaaiyaan

Phirta rahoon dar-ba-dar
Milta nahin tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahaan, main kahaan

Tu jo juda ho gayi
Teri sada kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haan, kya se kya ho gayi

Jab se bichhdi hoon, Rabb se kehti hoon
"Kitna soona hai tera jahaan"

Phirta rahoon dar-ba-dar
Milta nahin tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahaan, main kahaan

Kaise kate zindagi?
Mayoosiyaan, bebasi
Raahein sabhi kho gayi
Roshni de, roshni

Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar, mujhko dhoonde kahaan?

Phirta rahoon dar-ba-dar
Milta nahin tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahaan, main kahaan

Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dansti hain tanhaaiyaan

Address


Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when cute_boy_and posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

  • Address
  • Alerts
  • Claim ownership or report listing
  • Want your business to be the top-listed Event Planning Service?

Share